Reviews from our customers

See how we take care of our customers' experience with reliability, top quality and more

Mai sona dase dr. Amit Agrawal ke clinic ayi thi dat lagawane ke lye ayi thi Dr ka vyavhar achha lga clinic ke staff ke vyahar bhi achha hai mere ko dr jo dat bna ke diye hai bahut achha fitting aya hai pahle bhi ayi thi dr. Ka kam achha hai is lye hum log hamesha yahi dental jate hai dr. Amit sir or madam ka vyavhar or dat ka ilaj achha lga .. Aap sabhi jarur visit kar sakte hai ~ Namita D
Main apne dant ke dard se bahut pareshaan tha, use nikalwala chahta par jab maine sir ko dikhaya tab sir ne bataya ki daant bahut majboot hai aur bacha kar cap lagane se achha ho jaega, phir main ilaaz karaya ab mujhe bilkul pain nahi hai dhanyawaad City dental me ilaaz ka fayada mila, mera purana anubhav bhi kafi accha tha 8saal pahle laga hua daant aaj bhi achha hai.. Thank u ~ Munalal R
मैं सुशील महंत दांत के दर्द से बहुत परेशान था मैं कई जगह पर अपना इलाज करा चुका था मेरी परेशानी कम नहीं हो रही थी बाद में मुझे सिटी डेंटल केयर अस्पताल के बारे में पता चला मैं वहां जाकर डॉक्टरश्री श्री अमित सर जी के पास अपना इलाज करवाया मैं मैं अभी दांत दर्द से बिल्कुल पूरी तरह से ठीक हूं डॉक्टरश्री अमित सर जी को बहुत-बहुत धन्यवाद ~ Sushil M
अमित सर.... बहुत ही अच्छे डेंटिस्ट हैं। सर जी का व्यवहार नम्र, कार्य शैली और अनुभव सबसे अच्छा है। हरेक समस्या को बड़े ध्यान से सुनकर सहजता से निदान करते हैं। मेरा पिछले 7 माह से अमित सर के पास दांत गेपिंग और उससे जुड़े समस्या से सम्बंधित उपचार चल रहा है और उपचार से काफी संतुष्ट हूं। मेरा ये व्यक्तिगत सलाह रहेगा कि किसी को भी दाँत या उससे सम्बन्धित कोई भी समस्या हो तो अमित सर के पास या CITY DENTAL CARE RAIGARH जरुर आयें। ~ Yeshvant G
“I had braces treatment here, and today my braces were removed. I am extremely happy and satisfied with the results. My teeth look much better now, and I feel much more confident. The treatment was excellent from start to finish. A special thanks to Dr. Amit Agrawal for his kind behavior, professionalism, and support throughout the treatment. All the staff members are also very polite, helpful, and caring. I highly recommend this clinic to anyone who has any dental or teeth-related problems. Please visit here once. Thank you so much, Dr. Amit Agrawal sir and all the staff!” ~ Vishal P
Sidhi baat no bakwas .. ek dum badhiya bina namak masala laga kar baat karte hai. Samsya ko sun kar perfect batate hai.agar apko samay kharab nahi kharab karna hai to city dental aaiye, Sidhi aur asaan tarike se ek baar me samadhan paaye. Sabse kam rate me sabse achhi suvidha ~ VINESH
Mera samne ka daant accident me Tut gya tha, phir maine. City dental Raigarh me lagwaya bahutv achha aur original type daat lag gaya, yahan ka treatment mujhe achha laga.. plz jisko bhi daant lagwana ho ek baar jarur yahan samparke kare Super treatment and planing ~ Karan C
मै अपने दांत के लिए अभूतवपरेशान था फिर मौन सिटी डेंटल आया इलाज़ बहुत अच्छा हुआ है बढ़िया इलाज़ के साथ उचबगुणवता वला जगह है सभी एक बार इलाज़ के परामर्श जरूर करे सिटी डेंटल केयर रायगढ़ बेहतरीन जगह है जरूर आये ~ SATYENDRA B
Very good Dr and clinic.. main yahan apne daant me masaala filling karwane gaya tha mera treatmant bahut achha hua hai. Staff aur clinic bahut acche hai. Clinic bahut saaf aur achha hai.. aapko ek baar jarur visit karna chahiye ~ Dilip K
Best dental clinic in raigarh maine yaha apna treatment karaya jisse mai satisfied hun yaha ke doctor amit agrawal ji ka kaam hame bahot pasand aaya aap log bhi apne dental problems ke liye yaha jarur visit kare ~ Kanchan N
mai yha city dental me dr Amit agrawal sir ke pas dat lagwaya. mujhe bahut achha lga, sir ka Kam bhi bahut achha hai, yha ke staff bhi achhe hai . hamare gaon se bahut log ko aana hai.sab yahi aaenge ~ harikrishnamahananda h
Maine kafi dental me dikhane ke baad apna ilaaz sir se karaya hai.. lekin jo assani se sir ne samkhya woh mujhe kafi acccha laga.. sahaj aur asaan bhasa me bataya gaya ... Bahut badhiya hua hai ~ Sanjay S
Bahut accha treatment hua hai.. main bahut time se pareshan tha aur ab ek dum badhiya hu., overall best quality and best clinic in raigarh.apne kisi bhi daanto ki sakshya ke liye ek baar jarur visit kare.. ~ agrawal j
Amit agrawal sir ka mai bahut danyawad karata hoon,ki unke dwara mere teeth ka jo treatment Kiya gaya unke treatment karane ka process aur apne kam ke prati dedication bahut sarahaniya hai... ~ ishwar1985 s
Maine apne Jo uper niche teeth rhta hai tedhe medhe daant ka treament karaya, vo aache se aap jaisa karwana chate ho aache se ho jata hai Ek baar visit kar ke jarur consult kare Very good dental clinic in raigarh ~ Prakash P
Maine apne ghar waale ka treatment karya hai.. accha ilaz hua hai. 4 doctor available hai. Koi bhi waiting nahi karna padta.. turant aur behtreen iuochar ku suvidha hai ~ Ram l
Mam se pyrrohia ka ilaaz karaya. Raigarh me sabse senior dental clinic hai, bahut acchi team hai aur sabhi treatment vishesh style aur achi machino se kiya jaata hai... Jarur aao ~ Bittu C
Best dental clinic in Raigarh Maine yaha Aapna treatment karaya jisse Mai satisfied hun doctor aur staff ka vyavahar bahot hi achchha hai ~ Vidyanand P
Thank you City dental care pahle main bahut pareshan tha yahan aane ke bad mujhe bahut Khushi Hui aur mera naya dant ki quality BF bahut achcha hai 👍👍👍👍👍👍👍👍 ~ The T
सिटी डेंटल केयर डॉ अमीत सर के पास दांत का इलाज करवाने आए थे मेरी पत्नी और मेरा ईलाज बहुत अच्छे से हुआ इनके कार्यशैली ओर व्यवहार से हम बहुत खुश हैं ~ Geetanjali P
Mera treatment karwae bahut hi accha laga aur bahut acche staff perfect appointment time overall very good no. 1 dental and dentist is city dental raigarh ~ Jyoti R
My treatment was undergoing in bilaspur, then I came here as pain was not going.. Excellent treatment and caring staff. Very satisfied with the service, highly recommend this clinic, higly professional and excellent planning and execution, everything was so smooth and gentle Thanks to City dental Raigarh ~ Sanjana G
मैं वल्लभी मैत्री,,, मेरे दांत का ट्रीटमेंट सिटी डेंटल केयर में करवा रही हु जिससे मेरा दांत पहले से बहुत अच्छा हो गया।। धन्यवाद सिटी डेंटल केयर 🙏😊 ~ Ballabhi M
मेरा दांत पहले से बहुत ही अच्छा, साइज फिक्सिंग काफी अच्छा है मेरा ट्रीटमेंट सिटी डेंटल में करा रही थी वेरी नाइस 👍😘 बहुत - बहुत धन्यवाद 🙏🙏 ~ Tulsakumarikarsh T